Dosti Shayari | 50+ Best Shayari On Dosti

13. Zamane Ke Sahare – ज़माने के सहारे

shayari for dost
Shayari on dosti | Best Dosti shayari in hindi

ज़माने के सहारे की, ज़रूरत ही ना पड़ी
अपने दोस्तों के कंधों से, कभी फुर्सत ही ना मिली ।

Zamane ke sahare ki, zarurat hi na padi,
Apne doston ke kandhon se, kabhi fursat hi na mili.

14. Masti Se Bhari – मस्ती से भरी

beintehaa dosti shayari
Hindi Shayari Dosti | New Shayari on Dosti

मस्ती से भरी हर शाम होती थी
अपनी छोटी उस दुनिया में गुमनाम होती थी
हमसे जानी जाती थी कई सारीं गलियां
और दोस्ती से अपनी पहचान होती थी ।

Masti se bhari har shaam hoti thi,
Apni chhoti us duniya me, gum naam hoti thi,
Humse jaane jaati thi kayi saari galiyan,
Aur dosti se apni pehchaan hoti thi.

15. Saare Gamon Ki Dawa – सारे गमों की दवा

Shayari on dosti | Best Dosti shayari in hindi

सारे गमों की दवा हम, पा कर लौटे,
उन कमीनों से जब भी मिले हम, मुस्कुरा कर लौटे ।

Saare gamon ki dawa hum, paa kar laute,
Kamino se jab bhi mile hum, muskura kar laute.

16. Jab Koi Bhi – जब भी कोई

Dost ki shayari
Hindi Shayari Dosti | Best Dosti Shayari in Hindi
जब भी कोई दर्द सुनाओ, वो खूब मुस्कुराते हैं
जब भी खुशी के गीत गाओ, वो जेब खाली करवाते हैं
ज़रूरत पड़े तो कमिने, लड़ जाते हैं सबसे
हमारे सामने कुछ ना बोले, साले दिल से प्यार जताते हैं ।

Jab bhi koi dard sunao, wo khoob muskurate hain
Jab bhi khushi ke geet gaao, wo jeb khaali karwate hain
Zarurat pade to kamine lad jaate hai sabse,
Humare saamne kuch na bolte, saale dil se pyaar jatate hain.